Saturday 23 February 2013

Om Jai Jagdish Hare

Om Jai Jagdish Hare, Swami Jai Jagdish Hare
Bhakth janon ke sankat, daas janon ke sankat
Kshan mein door kare, Om Jai Jagdish Hare

Jo dhyave phal pave, dukh bin seman ka
Swami dukh bin seman ka
Sukh sampatthi ghar aave x 2
Kasht mite than ka, Om Jai Jagdish Hare

Maath pitha tum mere, sharan gahoon kiski
Swami sharan gahoon kiski
Tum bin aur na dooja x 2
Aas karoon jiski, Om Jai Jagdish Hare

Tum pooran parmathma, tum antharyami
Swami tum antharyami
Paar Brahma Parmeshwar x 2
Tum sabke swami, Om Jai Jagdish Hare

Tum karuna ke saagar, tum paalan kartha
Swami tum paalan kartha
Mein murakh khalkaami, Mein sevak tum swami
Kripa karo bhartha, Om Jai Jagdish Hare

Tum ho ek agochar, sabke praan pathi
Swami sabke praan pathi
Kis vidhi miloon dayaamay x 2
Tumko mein kumathi, Om Jai Jagdish Hare

Deen bandhu dukh hartha, thakur tum mere
Swami rakshak tum mere
Apne haath uthaao. Apne sharan lagaao
Dwar pada tere, Om Jai Jagdish Hare

Vishaya vikaar mitaao, Paap haro deva
Swami Paap haro deva
Shraddha bhakthi badhaao x 2
Santhan ki sevaa, Om Jai Jagdish Hare


Jai Balaji Maharaj

Wednesday 6 February 2013

Payoji Mainay Ram Ratan dhan paayo

Payoji Mainay Ram Ratan dhan paayo
Vastu amolak deye mayray sad guru, Kripa karo apanayo…

Janam janam ke pujie paaee (2) Jagmay sabhi kowayoo
Karchi nahi koie chor na lutay (2) Din din barhat sawayoo

Sat ki naawa kaywatiya sat guru (2) Bhow sagar tar ayoo
Meera kay Prabhu ghirdhar nagar (2) Harash harash jash gayo