Sunday, 3 March 2013

Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata



Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata, Tumko nis din sevat,
Hari, Vishnu Data Jai JaiLaxmi Mata

Uma Rama Brahmaani, Tum hi Jag Mata, Maiya,
Tum hi Jag Mata, Surya ChanraMa dhyaavat,
Naarad Rishi gaata. Jai JaiLaxmi Mata.

Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data,
Maiya Sukh Sampati Data Jo koyee tumko dhyaataa,
Ridhee Sidhee dhan paataa Jai JaiLaxmi Mata.

Tuhi hai patal Basanti, tuhi shubh data,
Maiya tuhi shubh data Karma prabhav prakashak,
jagnidhi se trata, Jai JaiLaxmi Mata.

Jis ghar mein tu rehtee, sab sukh guna aataa,
Maiya sab sukh guna aataa, Karna sake koi karle,
Man nahin ghabrata. Jai JaiLaxmi Mata

Tum bin yagya na hove, vastra na koi pata,
Maiya vastra na koi pata Khan pan ko vaibhava,
Tumhin, koi nahTh, Jai JaiLaxmi Mata

Shubh gun mandir sundar, Kshirodadhi jata,
Maiya Kshirodadhi jata Ratan charurdash tumhin,
Koi nahTh pata, Jai JaiLaxmi Mata

Maha Laxmi ji ki, jo koi nar gata, Maiya jo koi nar gata
Ur anand ati umeg, pap utar jata, Jai JaiLaxmi Mata
Jai Laxmi Mata, Maiya JaiLaxmi Mata, Tumko nis din sevat,
Miya nis din sevat, Hari Vishnu Data, Jai JaiLaxmi Mata

No comments:

Post a Comment