mata jinko yad kare woh
log nirale hote hai
mata jinka nam pukare
kismatwale hote hai
chalo bulawa aaya hai
mata ne bulaya hai - (2)
chalo bulawa aaya hain -2
mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain
mata ne bulaya hain
ho unnchhe parvat pe rani
ma ne darbar lagaya hai
chalo bulawa aaya hain,
mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain
mata ne bulaya hain
sare jag me ek thikana
sare gham ke maro kaa - (2)
ho.., (rasta dekh rahi
hai mata apani aankh ke taro kaa -2)
ho.., mast hawao kaa ek
jhonka yeh sandesa laya hai
chalo bulawa aaya hain,
mata ne bulaya hain
(jai mata dee.... -3
kehte jao) - (2)
jai mata dee -2 kehte jao
aane janey walo ko
chalte jao tum mat dekho
apne pao ke chhalo ko - (2)
ho..., jisne jitna dard
saha hai utna chain bhi paya hai
chalo bulawa aaya hai
mata ne bulaya hai, jai mata dee
vaishno devi ke mandir me
-2, log muraden pate hai
woh rote rote aate hain,
hanste hanste jate hain - (2)
ho.., mai bhi mang ke
dekhu, jisne jo manga woh paya hain
chalo bulawa aaya hai,
mata ne bulaya hai, jai mata dee
mai bhi toh ek ma hu
mata, ma hee ma ko pehchane - (2)
bete kaa dukh kya hota
hai aur koyi yeh kya janey
ho, usaka khu mai dekhu
kaise jisko dudh pilaya hain
ho chalo bulawa aaya hai
mata ne bulaya hai - (2)
chalo bulawa aaya hai,
mata ne bulaya hai - (5)
toh prem se bolo, jai
mata dee
sare bolo, jai mata dee,
jai mata dee, jai mata dee...
vaishno rani, jai mata
dee
ham pe kalyani, jai mata
dee
ma bholi bhali, jai mata
dee
ma shero wali, jai mata
dee
jholi bhar deti, jai mata
dee
samkat har leti, jai mata
dee, jai mata dee.....
No comments:
Post a Comment